MP3Songs (78666)
MovieMovies (2677)
AlbumAlbums (6989)
SingerSingers (3246)

Your browser may not support Flash Player

, ,
, , ,

Right Click -> Save Target As -> Download Now

Comments for: Tere Bina Main Na Rahoon.
Lyrics: Tere Bina Main Na Rahoon
Kancha: hey hey hey hey, hey hey hey, hey hey hey la la la la, la la la, la lala (tere binaa main na rahoon, mere binaa tu na rahe ye qasam yahin le sanam) 2 Anu: pyaar kahe meraa o jaanejaanaa, bas mein agar ho ye mere saaNsoN ke jaise guzarti rahoon main, chhoo kar labon ko tere ho.. Kancha: tere binaa main na rahoon, mere binaa tu na rahe ye qasam yahin le sanam 2 tu meri jaan hai, meraa armaan hai teraa ghar meraa dil hai, ye jahaan nahin Anu: dil ye betaab hai, tu meraa khvaab hai meri palkon se door kyun rahe kahin Kancha: ho.. ab to koi faaslaa mujhe nahin ganvaaraa Anu: chhod doon jahan agar mile teraa ishaaraa Kancha: tere bina main na rahoon, mere binaa tu na rahe ye qasam yahin le sanam 2 Anu: pyaar kahe meraa o jaanejaanaa, bas mein agar ho ye mere saanson ke jaise guzarti rahoon main, chhoo kar labon ko tere ho.. Kancha: tere binaa main na rahoon, mere binaa tu na rahe ye qasam yahin le sanam 2 Anu: O ho kahoon main baanvri, main banoon baansuri tere honthon se lagoon preet churaa loon Kancha: teraa aanchal banoon, tan se liptaa rahoon teri dhadkan kaa main har geet churaa loon Anu: O.. apne pyaar ko jahaan ki nazar lage na ye nashaa rahe to zindagi safar lage na Kancha: tere binaa main na rahoon, mere binaa tu na rahe ye qasam yahin le sanam 2 Anu: pyaar kahe meraa o jaanejaanaa, bas mein agar ho ye mere saanson ke jaise guzarti rahoon main, chhoo kar labon ko tere ho.. Kancha: tere binaa main na rahoon Anu: mere binaa tu na rahe ye qasam yahin le sanam, o.. ye qasam yahin le sanam Kancha: ye qasam yahin le sanam, hey.. ye qasam yahin le sanam ho o ye qasam yahin le sanam, haa aa.. ye qasam yahin le sanam Hindi Song Title: Tere Bina Main Hindi Movie/Album Name: YUN HOTA TOH KYA HOTA Singer(s): KUNAL GANJAWALA Hindi Lyrics: tu... tu... tere bina main jiyu kaise tere bina main kho jaaun tere bina har pal hai tanha tere bina main marr jaaun tu hai meri pehli chahat tu hai pehli haseen tu hai meri pehli manzil tu hai meri zindagi tu hai baadal tu ghata bhi tu hai meri aashiqui tu hai kudrat tu sama bhi tu hai lehrati nadi ek meri duaan hai chahu na hona kabhi tum ajnabi har adaa teri o jaanam hai yeh kaise sadaa haseen tu hai meri mohabbat tu pehli kadi tu hai meri shararat tu hai meri bandagi tu hai saaya tu diya bhi tu hai pal pal roshani tu hai jannat tu khuda bhi tu hai sharmaati kali mere paas aa mujhe na tadpaa phir kyon faasala na ruth jaa 3 tu hai meri pehli chahat tu hai pehli haseen tu hai meri pehli manzil tu hai meri zindagi tu hai baadal tu ghata bhi tu hai meri aashiqui tu hai kudrat tu sama bhi tu hai lehrati nadi tu hai saaya tu diya bhi tu hai pal pal roshani tu hai jannat tu khuda bhi tu hai sharmaati kali tu khuda hai tu jahaan hai tu hai mere dil ka meet Hindi Song Title: Tere Bina Kya Jeena Hindi Movie/Album Name: GURU Singer(s): CHINMAYEE, RAHMAN A R Hindi Lyrics: (dum dara dum dara mast mast dara 2 dum dara dum dum oh hum dum bin tere kyaa jeenaa) 2 tere bina beswaadi beswaadi ratiyaan, oh sajna 2 rook

Baat Kya Hai Kaise Kehdein

, ,
, , ,


Janam Janam Tumko Sanam

, ,
, , ,


Lagne Laga Hai Mujhe Aaj Kal

, ,
, , ,


Mohabbat Mein Duniya Se

, ,
, , ,


Saanson Ka Kya Hai Pata

, ,
, , ,


Sapnon Mein Aana Dil Mein Samaana

, ,
, , ,


Sau Baar Humne Tumse Kaha

, ,
, , ,


Sharmake Baadalon Mein

, ,
, , ,


Tere Bin Kahin Jiyara Laage Na

, ,
, , ,


Tere Bina Main Na Rahoon

, ,
, , ,


Recent Played Songs

Copyrights Love2Pak Inc. Since 1990 - All rights are reserved.