MP3Songs (78666)
MovieMovies (2677)
AlbumAlbums (6989)
SingerSingers (3246)

, ,
, , ,

Right Click -> Save Target As -> Download Now

Comments for: Nazar Nazar - Instrumental.
Lyrics: Nazar Nazar - Instrumental
Nazar nazar dhoonde use meri nazar Aayegi ek din voh mere saamne Uski ada ne mujhko aashiq banaake chhoda Aake meri neendon mein khwaabon se rishta joda Na usko pata hai, na usko khabar hai Main uspe fida is kadar Nazar nazar dhoonde use meri nazar Aayegi ek din voh mere saamne Na na, pehle kabhi na aisa hua tha jo ab hua Haan jaana jaane tamanna maine na jaana kya kab hua Mere dil pe dilbar jo chhaaya junoon hai Tere ishq ka hai asar Nazar nazar dhoonde use meri nazar Aayegi ek din voh mere saamne Usne dekhi na hogi aisi anokhi deewaangi Haan haasil usko karegi ek din yeh meri aawaargi Dekhi na aisi mohabbat, dekha na aisa deewaana Teri jawaan dhadkanon mein ab to hai mera thikaana Kabhi na kabhi to kahin na kahin to Milegi voh jaane jigar Nazar nazar Nazar nazar Dhoonde use Dhoonde mujhe Meri nazar Teri nazar Aayegi ek din voh mere saamne Uski ada ne mujhko aashiq banaake chhoda Aake meri neendon mein khwaabon se rishta joda Na usko pata hai, na usko khabar hai Main uspe fida is kadar Nazar nazar dhoonde use meri nazar Aayegi ek din voh mere saamne Hindi Song Title: Nazar Nazar Hindi Movie/Album Name: NAZAR Singer(s): KAY KAY Hindi Lyrics: mere dil main raho yah jigar main raho 2 umra bhar tum meri nazar main raho 2 mere dil main raho yah jigar main raho umra bhar tum meri nazar main raho nazar nazar nazar nazar main raho 2 har subha aankh jis pal yeh meri khule yeh do aankhein mera chehra takti miley neend main so bhi jau main raaton main jab yeh do aannkhein kahi mujh main jagti miley 2 mere shab main raho aur sehar main raho 2 main jaha dekhu tum udhar main raho 2 mere dil main raho yah jigar main raho umra bhar tum meri nazar main raho nazar nazar nazar nazar main raho 2 yeh nigaahein jise dekh le, ek dafa umra bhar utre na uska nasha chand katro se to kya bujhti nahi tujhko dena padega mujhe maikada 2 tum jaha bhi raho tum jidhar bhi raho 2 par hamesha dil ke ghar main raho 2 mere dil main raho yah jigar main raho umra bhar tum meri nazar main raho nazar nazar nazar nazar main raho 2 Hindi Song Title: Nazar Nazar Mein Haale Dil Hindi Movie/Album Name: HATHYAR Singer(s): ASHA BHOSLE, MOHAMMAD SALAMAT Hindi Lyrics: nazar nazar mein haale dil ka pata chalta hain 2 aap hampe hain fida saaf pata chalta hain nazar nazar mein haale dil ka pata chalta hain aap hampe hain fida saaf pata chalta hain yeh baat sach hain dil pe zor kaha chalta hain 3 aap hampe hain fida saaf pata chalta hain (dil sekdo hain jinmein dil ek hain nishana tera bhi dil deewana mera bhi dil deewana) 2 yeh teer hain nazar ka jaane kaha lagega rab jaane aaj kisika naseeba jagega (shama se bachke yeh parwana kaha jalta hain aap hampe hain fida saaf pata chalta hain) 2 (tumko bhi yeh pata hain hamko bhi yeh pata hain yeh pyar ki umar hain yeh pyar ka nasha hain) 2 kyo dil ko ham sataye kyo dil ko ham jalaye woh pyar ke zamane ham kaise bhool paye aaisa mauka haseen roj kaha milta hain aap hampe hain fida saaf pata chalta hain nazar nazar mein haale dil ka

Dil Mere Aur Intezaar Ker

, ,
, , ,


Ek Tu Hai

, ,
, , ,


Maine Jisko Chaha

, ,
, , ,


Nazar Nazar

, ,
, , ,


Nazar Nazar - Instrumental

, ,
, , ,


Ye Dil Jigar Jhuki Nazar

, ,
, , ,


Recent Played Songs

Copyrights Love2Pak Inc. Since 1990 - All rights are reserved.