MP3Songs (78666)
MovieMovies (2677)
AlbumAlbums (6989)
SingerSingers (3246)

, ,
, , ,

Right Click -> Save Target As -> Download Now

Comments for: Jalwa.
Lyrics: Jalwa

Koyi Darr Sa Jaaye, Koyi Kar Dikhaaye Jalwa
Koyi Sar Jhukaake, Koyi Sar Uthaake Yahaan Pe Chala
Koyi Darr Sa Jaaye, Koyi Kar Dikhaaye Jalwa
Koyi Mar Na Jaane, Koyi Kar Na Jaane Jara Hausala
Hai Bheed Mein Laapata.., Hai Aadami Puchhata..
Kya Hai Khushi Ka Pata.. Yahaan Oooo...
Dil Pe Roj Ke Laakhon Bojh Se Milke Soch Le
Aajaoo Honge Kam Yeh Kaise
Bante Roj Yahaa Pe Nakshae, Koyi Na Kisiko Bhi Bakshe
Dono Haathon Se Hi.. Lute Yahaan Sabhi.. Aadami..
Kaisa Yeh Kaam Hai.., Khaas Na Ho Saka...
Aadami Kyun Aam Hai.. Yahaan.. Oooo...
(koyi Darr Sa Jaaye, Koyi Kar Dikhaaye Jalwa
Koyi Sar Jhukaake, Koyi Sar Uthaake Yahaan Pe Chala
Koyi Darr Sa Jaaye, Koyi Kar Dikhaaye Jalwa
Koyi Mar Na Jaane, Koyi Kar Na Jaane Jara Hausala) - (2)
Thoda Matlabi Hai, Thoda Laalachi Hai
Banda Jo Yeh Maane Karz Bhi Hai Koyi Dhanda
De Do Meri Haathon Mein Duniya, Lauta Dunga Main Sabko Khushiyaan
Jahaan Yeh Gaaye Ja, Mitha Sa Taraana Gaaye Ja
Hai Hausla Saath Mein, Le Aayunga Dhund Ke
Dhup Ko Main Raat Mein Yahaan.. Oooo...
Koyi Darr Sa Jaaye, Koyi Kar Dikhaaye Jalwa
Koyi Sar Jhukaake, Koyi Sar Uthaake Yahaan Pe Chala
Koyi Darr Sa Jaaye, Koyi Kar Dikhaaye Jalwa
Koyi Mar Na Jaane, Koyi Kar Na Jaane Jara Hausala...

Bekali

, ,
, , ,


Bulle Shah - Remix

, ,
, , ,


Bulle Shah

, ,
, , ,


Jalwa

, ,
, , ,


Nazar Lage Na

, ,
, , ,


Parwazen

, ,
, , ,


Recent Played Songs
- Bedi Hebik 1 Min.
- Jalwa 1 Min.
- Beykfi Othoriny 1 Min.
- Shadi Ladu Moti Chur Ka 1 Min.
- Chandni Raat Hai Saiyyan 1 Min.
- Pyaar Ho Jayega 1 Min.
- Nater Aal Mohata 1 Min.
- Sekkat Al Eshag 1 Min.
- Allah Ke Pehchaan 1of2 1 Min.
- Khenteni Roh 1 Min.
- Jawani Deewani 1 Min.
- Ghoroub 1 Min.
- Sar Sar Sar Sarayein 1 Min.
- Al Waseyah 1 Min.
- Rahon Main 1 Min.

Copyrights Love2Pak Inc. Since 1990 - All rights are reserved.