MP3Songs (78666)
MovieMovies (2677)
AlbumAlbums (6989)
SingerSingers (3246)

, ,
, , ,

Right Click -> Save Target As -> Download Now

Comments for: Dulhe Ka Sehra.
Lyrics: Dulhe Ka Sehra

Nusrat Fateh Ali Khan:
Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aaaa
Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aaaa
Shahenahiyoon Ki Sadaa Keh Rahi Hai
Khushi Ki Mubarak Ghadi Aa Gayee Hai
Saji Surk Jodi Mein Chand Si Dulhan
Zameen Pe Falak Se Pari Aa Gayee Hai
Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aaaa
Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aaaa
Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aaaa
Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aaaa
Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aaaa
Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aaaa...
Dulhe Ka Sehra Suhana Lagta Hai
Dulhe Ka Sehra Suhana Lagta Hai
Dhulhan Ka To Dil Deewana Lagta Hai
Dulhe Ka Sehra Suhana Lagta Hai
Dhulhan Ka To Dil Deewana Lagta Hai
Palbhar Mein Kaise Badalte Hain Rishte
Palbhar Mein Kaise Badalte Hain Rishte
Abh To Har Apna, Begaana Lagta Hai
Dulhe Ka Sehra Suhana Lagta Hai
Dhulhan Ka To Dil Deewana Lagta Hai
Dulhe Ka Sehra Suhana Lagta Hai
Dhulhan Ka To Dil Deewana Lagta Hai...
Saat Pheron Se Bandha, Janmon Ka Ye Bandhan
Pyaar Se Joda Hai Rab Ne, Preet Ka Daaman
Saat Pheron Se Bandha, Janmon Ka Ye Bandhan
Pyaar Se Joda Hai Rab Ne, Preet Ka Daaman
Hain Nayee Rasmein, Nayee Kasmein, Nayee Uljhan
Hont Hain Khamosh, Lekin Keh Rahi Dhadkan
Dhadkan Dhadkan, Dhadkan Dhadkan
Dhadkan Dhadkan, Dhadkan Dhadkan
Dhadkan Meri Dhadkan
Dhadkan Teri Dhadkan
Dhadkan Meri Dhadkan
Dhadkan Teri Dhadkan
Dhadkan Dhadkan Dhadkan Dhadkan
Dhadkan Dhadkan Dhadkan Dhadkan
Dhadkan Meri Dhadkan
Dhadkan Meri Dhadkan
Mushkil Ashkon Ko Chukana Lagta Hai
Mushkil Ashkon Ko Chukana Lagta Hai
Dhulhan Ka To Dil Deewana Lagta Hai
Palbhar Mein Kaise Badalte Hain Rishte
Abh To Har Apna, Begaana Lagta Hai
Dulhe Ka Sehra Suhana Lagta Hai
Dhulhan Ka To Dil Deewana Lagta Hai
Dulhe Ka Sehra Suhana Lagta Hai
Dhulhan Ka To Dil Deewana Lagta Hai...
Main Teri Baahon Ke Jhule Mein Pali Babul
Jaa Rahi Hoon Chod Ke Teri Gali Babul
Main Teri, Baahon Ke, Jhule Mein Pali, Babul
Main Teri, Baahon Ke, Jhule Mein Pali, Babul
Main Teri Baahon Ke Jhule Mein Pali Babul
Jaa Rahi Hoon Chod Ke Teri Gali Babul
Khoobsurat Ye Zamaane Yaad Aayenge
Chah Ke Bhi Hum Tume Na Bhool Payengey
Mushkil, Mushkil Mushkil Daaman Ko Churana Lagta Hai
Dhulhan Ka To Dil Deewana Lagta Hai
Mushkil Daaman Ko Churana Lagta Hai
Dhulhan Ka To Dil Deewana Lagta Hai
Palbhar Mein Kaise Badalte Hain Rishte
Abh To Har Apna, Begaana Lagta Hai
Dulhe Ka Sehra Suhana Lagta Hai
Dhulhan Ka To Dil Deewana Lagta Hai
Dulhe Ka, Sehra, Suhana Lagta Hai
Dhulhan Ka To Dil Deewana Lagta Hai
Dulhe Ka Sehra Suhana Lagta Hai
Dhulhan Ka To Dil Deewana Lagta Hai
Dulhe Ka Sehra Suhana Lagta Hai
Dhulhan Ka To Dil Deewana Lagta Hai
Dulhe Ka Sehra Suhana Lagta Hai
Dhulhan Ka To Dil Deewana Lagta Hai
Dulhe Ka Sehra Suhana Lagta Hai
Dhulhan Ka To Dil Deewana Lagta Hai
Dhadkan Dhadkan Dhadkan Dhadkan
Dhadkan Dhadkan Dhadkan Dhadkan
Dhadkan Dhadkan Dhadkan Dhadkan
Dhadkan Dhadkan Dhadkan Dhadkan
Dhadkan Dhadkan Dhadkan Dhadkan
Dhadkan Dhadkan Dhadkan Dhadkan...

Aage Aage Dulha Chale

, ,
, , ,


Aaj Mere Yaar Ki Shaadi

, ,
, , ,


Ae Dulha Tere

, ,
, , ,


Ae Khuda Sukar

, ,
, , ,


Chand Ko Banake

, ,
, , ,


Dulhan To Jayegi

, ,
, , ,


Dulhe Ka Sehra

, ,
, , ,


Ghar Main Hamare

, ,
, , ,


Ladki Walon

, ,
, , ,


Le Jayenge Le Jaenge

, ,
, , ,


Lo Chali Main

, ,
, , ,


Lo Hum Aaye Dulha

, ,
, , ,


Meri Pyari Dulhaniya

, ,
, , ,


Suno Susar Ji

, ,
, , ,


Yaar Tere Sab

, ,
, , ,


Recent Played Songs

Copyrights Love2Pak Inc. Since 1990 - All rights are reserved.