MP3Songs (78666)
MovieMovies (2677)
AlbumAlbums (6989)
SingerSingers (3246)

, ,
, , ,

Right Click -> Save Target As -> Download Now

Comments for: Tadpati Hai Tarsati Hai.
Lyrics: Tadpati Hai Tarsati Hai

--male--
Tarsaati Hai, Tadpaati Hai
Deewana Sa Kar Jaati Hai
Ho, Yaadon Se Keh Do
Yaad Kyoon Aati Hai, Yaad Kyoon Aati Hai - 2
--female--
Tarsaati Hai, Tadpaati Hai
Deewana Sa Kar Jaati Hai
Ho, Yaadon Se Keh Do
Yaad Kyoon Aati Hai, Yaad Kyoon Aati Hai - 2
Beeta Sukh Bhi Dukh Lagta Hai
Jab Yaadein Aati Hai
Haan, Beeta Sukh Bhi Dukh Lagta Hai
Jab Yaadein Aati Hai
Bhooli Bisri Apni Saari
Baatein Dohraati Hai
--male--
Aaj Bhi Meri Saanson Ko
Teri Zulfein Mahekaati Hai
Lehraati Hai, Behlaati Hai
Deewana Sa Kar Jaati Hai
--female--
Ho, Yaadon Se Keh Do
Yaad Kyoon Aati Hai, Yaad Kyoon Aati Hai - 2
Woh Galiyan, Woh Ghar, Woh Manzar
Yaadon Mein Aate Hain
Haan, Woh Galiyan, Woh Ghar, Woh Manzar
Yaadon Mein Aate Hain
Yeh Aansu, Yeh Dard-e-dil
Yaadon Ki Saugaatein Hain
--male--
Door Hai Tu Nazron Se
Par Mere Saamne Muskaati Hai
Sharmaati Hai, Ghabraati Hai
Deewana Sa Kar Jaati Hai
--female--
Haan, Yaadon Se Keh Do
Yaad Kyoon Aati Hai, Yaad Kyoon Aati Hai
--male--
Yaad Kyoon Aati Hai, Yaad Kyoon Aati Hai
--female--
Tarsaati Hai, Tadpaati Hai
Deewana Sa Kar Jaati Hai
--male--
Ho, Yaadon Se Keh Do
Yaad Kyoon Aati Hai
--female--
Yaad Kyoon Aati Hai
--male--
Yaad Kyoon Aati Hai
--female--
Yaad Kyoon Aati Hai

Dil Wahi Bekaraar Hota Hai

, ,
, , ,


Dum Dum Diga Diga

, ,
, , ,


Haqh Jata De

, ,
, , ,


Hathon Ki Lakeeron Mein

, ,
, , ,


Intro - Tera Mera Saath Rahe

, ,
, , ,


Jumbo Jet

, ,
, , ,


Pehli Nazar

, ,
, , ,


Tadpati Hai Tarsati Hai

, ,
, , ,


Tera Mera Saath Rahe

, ,
, , ,


Tujh Se Bichad Ke

, ,
, , ,


Recent Played Songs
- Kam Youm 1 Min.
- Tadpati Hai Tarsati Hai 1 Min.
- Just Chill 1 Min.
- 01 - Swag Surf 1 Min.
- Allah Yerda Alayk Ya Ebni 1 Min.
- 18 - Oh Lets Do It 1 Min.
- Khamosh Sa Afsaana 1 Min.
- Mal El Amar 1 Min.
- Tera Naam Japdi Phiran 1 Min.
- Marrat 1 Min.
- Shahr El Hdaa 1 Min.
- Aeter Al Mahabbah 1 Min.
- Allah-O-Akbar 1 Min.
- Kia Naam Doon 1 Min.
- Tayeb 1 Min.

Copyrights Love2Pak Inc. Since 1990 - All rights are reserved.