MP3Songs (78666)
MovieMovies (2677)
AlbumAlbums (6989)
SingerSingers (3246)

Your browser may not support Flash Player

, ,
, , ,

Right Click -> Save Target As -> Download Now

Comments for: Woh Chand Jaisi Ladki.
Lyrics: Woh Chand Jaisi Ladki

Voh Chaand Jaisi Ladki Is Dil Pe Chhaa Rahi Hai - 2
Aankhon Ke Raaste Se Is Dil Mein Aa Rahi Hai
Voh Chaand, Voh Chaand
Voh Chaand Jaisi Ladki Is Dil Pe Chhaa Rahi Hai
Alhad Si Bholi Bhaali Maasoom Yeh Sharaarat
Badli Nahin Hai Ab Tak Bachpan Ki Uski Aadat
Tadpa Rahi Hai Yaadein, Ho Jaaoon Na Na Ho Jaaoon
Ho Jaaoon Na Main Paagal
Aa Jaaye Saamne Voh, Yeh Jaan Jaa Rahi Hai
Voh, Voh
Voh Chaand Jaisi Ladki Is Dil Pe Chhaa Rahi Hai
Mera Chaand Baadalon Mein Kyoon Jaake Kho Gaya Hai
Ab Door Is Kadar Voh Kyoon Mujhse Ho Gaya Hai
Kyoon Jee Raha Hoon Tanha Yeh Yaad Bhi Nahin Hai
Bas Itna Yaad Hai Ke Voh Yaad Aa Rahi Hai
Voh Chaand, Voh Chaand
Voh Chaand Jaisi Ladki Is Dil Pe Chhaa Rahi Hai
Aankhon Ke Raaste Se Is Dil Mein Aa Rahi Hai
Voh Chaand, Voh Chaand Jaisi

Beri Piya

, ,
, , ,


Dhola Re Dhola

, ,
, , ,


Humesha Tumko Chaha

, ,
, , ,


Kahe Chaede Mohe

, ,
, , ,


Maar Dala

, ,
, , ,


Moray Piya

, ,
, , ,


Sheeshe Sa Sheesha Takraye

, ,
, , ,


Silsila Ye Chahat Ka

, ,
, , ,


Woh Chand Jaisi Ladki

, ,
, , ,



Copyrights Love2Pak Inc. Since 1990 - All rights are reserved.